Ashfaque

Ashfaque
Ashfaque

Monday, June 14, 2010

ishq ka raaz gar na khul jata
is qadar tu na humse sharmata
ishq ka...................

Aake tab baithta hai wo hum pas
Aap me jab hume nahi pata
is qadar...................

Zindagi ne wafa na ki warna
mai tamasha wafa ka dikhlata
is qadar.................

Sab ye baatein hain chah ki warna
ia qadar tu na humpe jhunjhlata
is qadar.......................

Mai na sunta kisi ki baat hassan
Dil jo baatein na mujhko Sunwata
is qadar....................
ishq ka Raaz................

No comments:

Post a Comment